Friday, September 25, 2015

Nirankari Mangalacharan song lyrics | Nirankari bhajan lyrics

nirankari manglacharan download

He samrath parmatma, he nirgun nirankar
Tu karta hai jagat ka, tu sab ka aadhar

Kan kan main hai bas raha, tera roop apaar
Teen kaal hai satya toonm , mithiya hai sansaar

Ghat ghat wasi he prabhu, avinaashi kartaar
Dya se teri ho sabhi, bhav sagar se paar

Nirakar sakar toon, jag ka palanhaar
Hai beant mehma teri, daata aparampaar

Param pita parmatma, sab teri santaan
Bhala karo sab ka prabhu, sab ka ho kalyaan – 2

1 comment :